ajj kal duniya may jitni taraki hoti hai,us k sub say ziyada hissa padhay likhay logo k hota hai,is silsily main mulk k alla taleemi edaro k bht bara kirdar hota hai....
pakistan may taleem ko ziyada ehmiyat nhi di jati aur na he taleem ko new course farhaam kiya jaty,hamare mulk ki university aur college ki halat bi itni hosla azai nhi kahi ja sakti sub say bari waja yeh hai k hamre mulk may padhane jane wala course dour e jadeed k takazoo ko pura nhi karta....
pakistan may zaruri hai k har saal new course padhaya jaye ta k hamri mulk may padhai jane wali taleem ko bi apna mukaam hasil hu sirf pakistan may he nhi balky aur mulko may bi is ki taleem ko samjha jaye..

No comments:
Post a Comment