Islam youn musilm k bht pyara mazahb hai,is may kisi kisim sakhti nhi hai islam may aurton k bht haqooq hain yeh youn keh lain kuch cheezon ki parda poshi hai.....
hijaab hamare islam may aurat k liya farz kia gaya hai ar isay kis tarhan istimaal karna hai woh bata dia gaya hai aj kal hijaab ko bht say kharab kammo may istimaal kia jarha hai....
hamare islam hijaab k matlb hai k aurat ko apne apko uper say nechy tak chupa layna ta k koi gherr mehram ki nigha ap pe na pare na k is tarhan hijaab karna k ap k maqsad hu k apne apko sa expose karin k sb apko dekhain jaisi k aj kal larkiyan hijaab karti hain is say hijaad k maqsaad foaat hojata hai jis k hamai koi faida nhi hai....hijaab karne k us waqt tak sawab hai jb tak usay islam k dairay may reh kar kia jaye agar ap yeh duniya ko dekhne k liya stylish hijaab karty hain toh is k koi faida na toh deen may hoga apko aur na akhiraat may...

No comments:
Post a Comment